ham sabhi jante hain ki facebook kitna popular site hai iske jaisa koi aour site nahi hai jo itna popular ho par gour karne ki baat hai ki is ko ek aadmi hi operate kar raha hai to aisa ham kyon nahi kar sakte jee han ham apna khud ka social media site create kar sakte hain aour ham bhi agar lagan se mehnat karen to kaamyab ho sakte hain is article me aap ko free me social media site banane ke baare me bataunga to jara is article ko bade dheyan se read kariye kyonki isme mai aap ko bataunga kaise aap ek dynamic facebook jaise jis me log register hote hain aisa social media site bana sakte hain. aap bas mujhe step by step follow karte jayen aour aap ka free me social media site taiyaar ho jayega .
ek aisa site hoga jisme log chat kar sakenge aour is ke owner aap honge yani ke maalik aap honge is site ke aour aap logon ko kahenge ki meri is site par aap chat karen sabse badi baat ye ki site ko banane me aap ka koi kharchaa nahi lagega ye aap bilkul free me bana sakte hai. jab aap ko lage ki apki site famous hone lagi hai aour log ise pasand karne lage hai to aap pricing bhi le sakte hain jis se aap ki bhi site facebook tweeter ki tarah ho jayegi . kyonki facebook , tweeter , aour other top social sites jab inke admin ne inko banaya tha tab in ke dimag me aisi soch bhi nahi aayi hogi ki in ki ye sites jinhe wo bana rahe hai ek din world me top site hogi popular hone mukhya srot hai lagan, mehnat, aour junoon, kyonki jab koi weyakti apne junoon se mehnat karta hai to ek din wo rang laati hi hai. yani usko safalta milti hi hai . aour shayad aap jaante honge ki kismat aage mehnat jyada bada hota hai. isliye kisi work ko karte samay kewal kismat par depend nahi rahna chahiye balki mehnat karna chahiye aour mehnat se safalta jaroor milti hai chahe wo der se hi mile lekin milti jaroor hai . to friends aayiye ham banate hain apna khud ka social media site wo bhi free me.

kaise banaye ham apna social media site ?
apna site create karne ke liye aap ko spruz.com ki site par jaana hoga site open karne ke baad right side uper me dekhen sign-up ka option diya huwa hai aap us par click karen.
ab aap ke samne ek sign-up form khulega use sahi -sahi bharen .
1- sabse pahle apna email id dalen.
2- password section me password dalen.
3- fir password conform karen.
4- first name dalen.
5- last name daalen.
6- date of birth dalen.
7- captcha ko sahi dekh kar bharen.
8- receive aour agree par tik karen.
9- continue par click karen.
ab aap ko ek mail aayega usme conform ka ek link hoga aap us link par click karke apna e-mail conform karen .
ab aap register ho chuke hain ab aapko ek plan chun-ne ko kaha jayega yahan main aap ko bata dun is ke 4 plan hain pahla free hai aour dusra $ 4.95 /month ka plan hai aour teesra $ 19.95/month ka plan hai aour choutha $ 49.95/month ka plan hai is ke fayde aap uper dekh sakte hain to aap ko in me se ye free wala select karna hai. kyonki agar ham koi aour plan choose karte hain to hame paise kharch karne honge .
1-ab yahan aap ko apna title dalna hai.
2- yahan aap ko apna url dalna hai jo aap ko pasand ho aour is par pahle se register na ho.
3- yahan main ek aour cheej bata dun ki jab tak aap koi doimain khareed kar nahi lagate tab tak aapke url ke saath .spurz.com laga rahega example= yoursitename.spurz.com to agar aap ko ye hata kar apni manpasnd name like toptobest.com aisa banana hai to aap ko domain khreedna hoga.
4- continue par click karna hai.
ab yahan aap ka url check hoga ki aap ne jo url daala hai wo pahle se kise aour ne register to nahi kiya hai ya ye url kisi aour site ka to nahi hai warna aap ko fir se dusra url dalna hoga jab sab sahi hoga to aap ka site create ho jayega .
ab yaha aap ko apni site ki detail dalni hai .
1- catogory me (select one) me koi ek choose karna hai.
2- aap koun sa tile dekhna chate ho title baar me wo fill karna hai.
3- sort me aap ko apne site ki detail daalna hai .
4-kuchh badhiya sa taag add karen jis se logon ko apka site dhundne me aasaani ho.
5- save & continue par click karen .
ab aap ke saamne aisa page open hoga is me aap ko karna hai.
1- apna template choose karna hai.
2- theme choose karna hai .
3- finish karna hai save & customizing par click karna hai.
ab aap ki social site compleat ho chuki hai mubarak ho aapne apna khoobsurat sa social media site taiyar kar diya hai aour iske maalik hai aap ab bas apne site ko apne tareeke si manage karte rahiye .
NOTE:-- jab tak aap free plan use karte rahenge to aap apne is site me sirf 50 users ko hi join kar sakte hai jab aapko jayda users badhane ho to aap plan buy kar sakte hain.
to friends ye post kaisa laga aap ko ya kuchh samajh nahi aaye to aap mujhse comment karke puchh sakte hain.
aour is post ko facebook, tweeter aadi par share jaroor karen aour apna email hamare saath free me subscribe karen taki hamari nayi jaankari seedhe aap ke e-mail par jaye.
thanks for reading.
0 comments:
Post a Comment
Aap ke coments ka ham swagat karte hain.
Comment se pahle is niyam ko jarur padhen.
1- Aap ka comment approval ke baad website par show hoga.
2- Comments post se sambandhit hi karen jis se hame aour aap ko suvidha ho
3- Apna asli naam aour id ka istemaal karen .
4- Comments me galat bhasha ka upyog na karen.
5- Comments me kisi link ka paryog na karen .
Ham aap ke comments ka jawab jald se jald dene ki koshish karen-ge.
Enjoy commenting .